Skip to main content

bekhyali guitar chords

Bekhayali Guitar Chords | Strumming Pattern – Kabir Singh

Song – Bekhayali
Artist – Arijit Singh
Movie – Kabir Singh
Guitar Difficulty Level – Easy
Barre Chord – Yes
Chords Used – Aminor, Fmajor, Gmajor, Dminor, Eminor, Emajor, Bdim, Cmajor, Dmajor

 

Bekhayali Guitar Chords – Kabir Singh

  • Am (x02210)
  • F (133211)
  • G(320033)
  • Dm (xx0231)
  • Em(022000)
  • E (022100)
  • Bdim (x20401)
  • C (x32010)
  • D(x00232)

Bekhayali Guitar Strumming Pattern – Kabir Singh

D DUDUD DUDU

D – Down Strum
U – Up Strum

Bekhayali Guitar Chords Progression – Kabir Singh

[Verse]

{Am}Bekhayali {F}mein bhi tera

{Am}hi khayaal {G}aaye

{Am}Kyun bichhadna hai{F} zaroori

{Am}ye sawaal {G}aaye

Teri{Dm} nazdeekiyon{F} ki khushi

{Am}behisaab{G} thi{Em}

Hisse mein{Dm} faasle{F} bhi tere

{Am}bemisaal aaye

 

[Chorus]

{Am}Main jo tumse door{Am} hoon

Kyun door main {Dm}rahoon

Tera gur{F}oor hoon{G}

{Am}Aa tu faasla mita

Tu khwaab sa mi{Dm}la

Kyun khwaab tod{E} doon

 

{Am}ooo {G}ooo {F}ooo {Am}ooo

{Am}ooo {G}ooo {F}ooo {Em}ooo

 

[Verse]

{Am}Bekhayali mein{F} bhi tera

{Am}hi khayaal {G}aaye

{Am}Kyun bichhadna{F} hai zaroori

{Am}ye sawaal {G}aaye

 

Thoda sa {Dm}main khafa {F}ho gaya

{Am}apne aap {G}se

Thoda sa {Dm}tujhpe bhi {F}bewajah hi

{Am}malaal aaye

 

[Interlude]

Am F Am F

[Verse]

{Am}Hai ye tadpan

{G}Hai ye uljhan

{F}Kaise {G}jee loon bina tere

{Am}Meri ab sab se{G} hai annban

{F}Bante {G}kyun ye Khuda mere

 

[Interlude]

Am G Bo

F Dm Bo

[Chorus]

{Am}Ye jo log-baag hain

{Am}Jungle ki{F} aag hain

Kyun aag mein {G}jalun…

{Am}Ye nakaam pyaar mein

{Am}Khush hain {F}haar mein

Inn jaisa kyun {G}banun oo…

 

{Am}ooo {G}ooo {F}ooo {Am}ooo

{Am}ooo {G}ooo {F}ooo {Em}ooo

 

[Verse]

{Am}Raatein {C}dengi bata

{G}Neendon mein teri hi{D} baat hai

{Am}Bhoolun kaise {C}tujhe

{G}Tu toh khayalon mein{D} saath hai

 

{Am}Bekhayali mein bhi tera

{F}hi khayaal {G}aaye

{Am}Kyun bichhadna hai zaroori

{F}ye sawaal {G}aaye

 

[Bridge]

{Am}Nazaron ke aage {G}har ik manzar

{F}Ret ki tarah {G}bikhar raha hai

{Am}Dard tumhaara {G}badan mein mere

{F}Zeher ki tarah {G}utar raha hai

 

{Am}Nazaron ke aage {G}har ik manzar

{F}Ret ki tarah {G}bikhar raha hai

{Am}Dard tumhaara {G}badan mein mere

{F}Zeher ki tarah {G}utar raha hai

 

[Outro]

{Am}Aa zamaane aazma {F}le roothta {G}nahin

{Am}Faaslon se hausla ye{F} toot’ta{G} nahin

 

Naa hai woh {Dm}bewafa aur na

{D}main {Am}hoon {Am}bewafa

Woh meri {Dm}aadaton ki{F} tarah

 

{Am}chhoot’ta {G}nahin{Am}

 


Comments